dhoka shayari

Best Dhokha shayries in Hindi

Best Dhokha shayri in Hindi

….To aaj hm apke liye laye he kuch behetren dhoka shayriya ise aap kisi ko bhi share bhi kar sakte ho…



  1. Inkar Ko Ikrarr Kehte Hai…

    Inkar Ko Ikrarr Kehte Hai…
    Khamosi Ko Izhar Kehte Hai…
    Kya Dastur Hai Is Duniya Ka…
    1 Khubsurat Sa Dhoka Hai…
    Jise Log PYAR Kehte Hai…

  2. Jab bhi kisike kareeb paya hai….

    Jab bhi kisike kareeb paya hai….
    Kasam khuda ki wahin dhoka khaya hai…..

  3. Mere dhoka dene ki wajah mat puch ,

    Mere dhoka dene ki wajah mat puch ,
    Mene bhi sachhi wafa ki hai tujh jaisi lekin kisi aur se

  4. Etbar bhi kiya tha behad pyar bhi kiyaa tha

    Etbar bhi kiya tha behad pyar bhi kiyaa tha
    dhokaa na paane waala essa har ek kaam kiya thaa
    mene waha dhoka khaya jha dhokka naa khane ka
    mene sara intejam kiya tha….!!!!!!
    😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂

  5. Kiraye dar or apno me fark n Kar saka ae dil,

    Kiraye dar or apno me fark n Kar saka ae dil,
    Apna hote hue bhi tune dhoka diya h ae dil

  6. Ae ishq Socha h aaj tujhe dhoka denge,

    Ae ishq Socha h aaj tujhe dhoka denge,
    Bhul jayenge use or Chen ki nind soyenge.

  7. Bharosa Jitna mahnga hota h,

    Bharosa Jitna mahnga hota h,
    Log Utna hi sasta dhoka de jate h.

  8. N kimat hamne hajar batayi,

    N kimat hamne hajar batayi,
    Na lakho ki hamne ginti lagayi,
    Usne ye soch Kar de diya dhoka,
    kya jane ye nadan muhbbat ka karwa.

  9. Is duniya mai kon kha kiska hota hai

    Is duniya mai kon kha kiska hota hai
    Dhoka whi deta hai bharosa jis pr hota h

  10. Kaha koi aisa mila jis par dil luta dete

    Kaha koi aisa mila jis par dil luta dete
    har ek ne dhoka diya kis-kis ko bhula dete
    hum apna gum dil me dabaye phirte hai
    karte hai baya to mehfil ko rula dete hai…

  11. ZINDGI ME MOKA DENE WALO KO DHOKA

    ZINDGI ME MOKA DENE WALO KO DHOKA
    AUR
    DHOKHA DENE WALO KO MOKA KBHI MT DENA

  12. Wajah chahe jo bhi ho

    Wajah chahe jo bhi ho
    Dhoka Dhoka hi hota hai
    Azam Khan 💞 Moradabadi

  13. Jaha dekho pyar me Dhoka

    Jaha dekho pyar me Dhoka
    Har aashik ki aankh me Pani h
    Azam Khan 💞 Moradabadi

  14. Dekha h humne ye azmaa kar,

    Dekha h humne ye azmaa kar,
    dhoka de jate h log aksar kareeb aakar,
    kehti h ye duniya par dil nahi maanta,
    kya tum b bhuul jaoge mujhe apna bana kar?

  15. Aaina kuch nahi nazar ka dhoka hai

    Aaina kuch nahi nazar ka dhoka hai
    Sab milte hai yaha per
    Phir bhi dil kyun Rota hai
    N jaane konsi yaadein judii raheti hai
    Jisse milne k liye dil baar baar tadaptaa hai

  16. Chot khakar bhi muskurana ham jaise shairo ki adaa Hoti hai

    Chot khakar bhi muskurana ham jaise shairo ki adaa Hoti hai
    Ham shair Dhoka ek Baar khate hain fir sari zindgi Mohabbat kaza Hoti hai

  17. Bewafa hai duniya kisi ka aitbaar na karo

    Bewafa hai duniya kisi ka aitbaar na karo
    Har pal dete hai dhoka kisi se pyar na karo
    Mit jao beshaq tanha jee kar
    Par kisi ke sath ka intezaar na karo

  18. Bewafa hai duniya kisi ka aitbaar na karo

    Bewafa hai duniya kisi ka aitbaar na karo
    Har pal dete hai dhoka kisi se pyar na karo
    Mit jao beshaq tanha jee kar
    Par kisi ke sath ka intezaar na karo

  19. Koi b milta h yaha,,

    Koi b milta h yaha,,,,
    Pyar dhoka khane ki baat karta h,,,
    Kabhi samose jalebi b khane ki baat karo,,,
    Pyar or dhoke s b kya pet bharta h,,,,,
    Passionate 🌷

  20. Tez hawa ka ek jhoka diya

    Tez hawa ka ek jhoka diya
    Khud Ko bhulne ka ek moka diya
    Jisko kabhi na bhul paunga me
    Meri jaan ne mujhe wo Dhoka diya

If you want to read Dhokha Shayari in Hindi click here

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *