friends shayari

part-7|Top-10 Best friendship shayri

Top-10 Best friendship shayri

Guys, Agr ap dost shaayari sunna chahte ho ya apne dost ke liye shaayari send krna chahte ho… To ap ekdm sahi jagah aaye ho… Mene aj ki is post mein dost ke upr kuch behtreen shayariya dali hai jo apke doston ko bahut pasand aayegi…



  1. Malum tha

    malum tha magroor h ye aashiqui…
    sukoon sirf dosti me h..
    malum tha magroor h ye aashiqui
    sukoon sirf dosti me h..
    fir bhi ye gila kar bethi..
    ye yaar dosti ka silsila khatam kar..
    tuje apna pyar bna bethi…

  2. Mai kahu ap suno..

    Mai kahu ap suno…
    Voh achi dosti…..
    Ap. Kaho or m sunu voh
    Usse bhi achi dosti…
    Par mai kuch bhi na kahu…..
    Aur ap samajh jao toh vo h sachi dosti..

  3. Duriyo se

    Duriyo se koi fark nahi padta hai…..
    Baat to dilo ke nazdikyo se hoti hai ……
    Dosti to aap kuch jaise se hai,
    Warna mulakat
    Toh na jane kitne se hoti hai

  4. Zindagi m kux nadano se

    Zindagi m kux nadano se v dosti jrur rakhna Kyu ki jrurat pdne pr aksar smjhdar insan bg rehta h

  5. Ek dost ne dost se poocha..

    Ek dost ne dost se poocha…Dosti ka asli matlb kya hota hain….

    Dost ne muskurakar jawab diya…..

    Pagal ek dst hi. Toh hain….

    Jisme koi matlab nahi hota aur…

    Jha matlab ho vha dosti nahi hoti..



  1. Shayad Meri Dosti

    Shayad Meri Dosti Bozz Ban Gayi He Unke Liye,
    Ke Wo Hum Se Najre Jo Churane Lage He..

  2. एक चिड़ा था…

    एक चिड़ा था…
    or चिड़ी थी…..
    दोनों की Friendship हो गयी
    और…वो चिड़चिड़े हो गए। 😜🤣

  3. Mayoos Ho Gaya

    Mayoos Ho Gaya Hun Mai Zindagi Ke Is Safar Se
    Maqsad Ki Muhabat Aur Matlab Ki Dosti Se

  4. Na Tum Door Jaana

    Na Tum Door Jaana Na Hum Door Jayenge,
    Apne-Apne Hisse Ki Dosti Ko Nibhayenge.

  5. Zindagi ko tanha virano me rahne do.

    Zindagi ko tanha virano me rahne do.
    Ye wafaa ki baate khyalo me rahne do.
    Hakikat me ajmaane se tut jate he dil aksar.
    Ye ishq , dosti , or mohabbat kitabo me rahe do.



To guys agr aap chate ho aisi or shayriya padna to yahan click karen

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *