shayri on friendship

Part- 1 | Top-10 Best friendship shayri

Best friendship shayri

Guys, Agr ap dost shaayari sunna chahte ho ya apne dost ke liye shaayari send krna chahte ho… To ap ekdm sahi jagah aaye ho… Mene aj ki is post mein dost ke upr kuch behtreen shayariya dali hai jo apke doston ko bahut pasand aayegi…

To chaliye shuru krte hai –



  1. Mere dost Tu hai

    Mere dost Tu hai mere liye Rahat,
    Bhale hi Tu mujhe mane koi aafat, Mere dost Tu hai mere liye Rahat,
    Hamara kya hai ham to karte hai dosti ki ibadat,
    Ye butter is liye laga Raha kyuki mujhe Chahiye tere birthday ki davat..,……

  2. Mangi thi dua rab se

    Mangi thi dua rab se
    Dost aise dena jo alag ho sabse
    Usne mila diya apse or kaha
    Sambhalo inhe ye anmol hai sabse

  3. Hamari aur

    Hamari aur tumhari ki kismat aur adat same hai
    Gf hai nahi
    Likhne ka shauk hai
    Dosti pakki hai
    Honi arrange marriage hai

  4. Khuda Ne Aagar Dosti Ka

    Khuda Ne Aagar Dosti Ka
    Rashta Na Banaya Hota
    Toh Insan Kabhi
    Yakeen Na Karta…
    Ki Ajnabi Log Apne Se Bhi
    Pyaare Ho Sakte Hai.. ❤️

  5. tusse dosti to ki

    tusse dosti to ki thi bat k lie
    par yeh dosti kab nohabbat me badal gyi pta hi n chala



  1. Ek tamanna thi !!

    Ek tamanna thi jo ab hasrat ban gyi !!
    Kabhi dosti thi ab mohhabat ban gyi !
    kuch iss tarah shamil huye aap zindagi main ki !
    aapko sochte rehna humari aadat ban gyi

  2. Jise dil ki kalam

    Jise dil ki kalam or bhrose ki ink kahte hai
    Use lamhoki kitab or yadoki kavar kahte hai
    Yhi oo subject hai jise log Dosti kahte hai

  3. Maine mere apno

    Maine mere apno ko badalte dekha hai
    mere sapno ko jalte dekha hai
    Yeh pyar mohabbat dosti jaise riston ko
    Matlb se judte dekha hai.

  4. Dosti achi ho to rang lati hai

    Dosti achi ho to rang lati hai
    mitrata gehri ho to sbko bhati hai
    Dosti nadaan ho to tutt jati hai
    Prr agr dosti apne jesi hi
    To ethaas bnati hai

  5. Wo mulakat kuch adhuri si lagi.

    Wo mulakat kuch adhuri si lagi.
    Paas hokar bhi duri si lagi.
    Hothon pe hasi ankhon me nami
    , Pehli bar kisi ki dosti itni zaruri si lagi.



Read more friendship shayri Click here

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *